online_shoping
online:-
aaj baat karegen online ki dosto
aaj ka jamana online ka chal raha hai.
log bina traval keaaram se baithe bithaye
apni man pasand kharidari kar rahen hai.
aaj ke samyme online duniyan ki sabse
badi markit ho gai hai.
or aane wale samay ye kahan se kahan tak ja sakti haiye andaja lagana muskil hai.
online bharose mand or hamara samay
bachane me khara utra hai.
or kuchh udaharan deta hu jise padhane me aap ko accha lagega.
amazon; on line ke king sir jeff bezos jisne amazon ki sthapna ki hai.
aaj online shoping ka king ban gaya hai.
ye logo ki saari problam khatm kar di or
apni online seva se ham sab ki madat ki..
traval: onlinekaasar logo par is tarah faila hai ki log apna traval bhi online karte hai.
uber olla aaj es ke sabse acchha udaharan
hotel,, aaj kal log hotel jaane ki bajaay apna khana online magwana pasand
karte hai or is kam ko aasan karne me swaiggi . zomato kampani jo hame acchhi or heldi khane ham tak pahunchane me madat karti hai.
doston agar meri ye post aap ko acchhi
lagi to comment me ( yes ) likhana...
dhanyavad..
Comments
Post a Comment