big man
children....
bachcho ko kya sikhaye..
jisse usme achhe sanskaar aasake.
inki jimmedari mata pita ki hoti hai.
ta ki bachcha bada ho kar kabil bansake.
is liye ham unhe achhi shiksha or achhe
mahoul me rakhne ka paryas kare.
agar ham ye baate dhyan me rakhe to
bachcho ko aage badhne me madat milegi.
1:- bachcho ko baar baar na daaten.
agar ham kisi kaam me byast hai to
hai. hame ye baat dyan me rakh ni hai
ki bachcho ka kaam apne mata pita ko
pareshan karna hai. or hamara kaam
unhe maarna ya daatna nahi hai. hum
unhe pyar se samjhaye.unhe samjhne
ke liye un ke saath dost ki tarah rahena
2:- hame apne shawal badlne honge
aap ne kya padha kya khaya es
baar achhe nambar aana chahiye
ayse ghise pite shawal nahi
puchhne chahiye.
balki hame ye niche diye gaye
sawal puchhne chahiye.
3:- bachcha jab school padhne layak ho jata
hai to hamari jimmedari or badh jati
hai. yah wo samay hai jab hame apne
bachcho pe sab se zyada dhayan dena
padta hai..
es samay aap yah kaam kar sakte hai ki jad bachcha school se ghar aaye to
un se puchhe beta aaj tom ne kis_kis
sath tifin sher ki aaj school me kon
kon reading kiya beta aaj tumne kis
kis ki likhne me madat ki beta tumhare
dost kon hai..
4:- hame apne bachche ki tulna busro
ke saath nahi karni chahiye.
5:- bachcho ki har zid puri na karen.
agar bachcha koi chiz ki zid karta
hai to use turant na de..
bachcho ko dhiraj rakhana sikha
Comments
Post a Comment