big man
falon ke laabh:-
falon ke khane se anek laabh hote hai koun- koun se fal kab kitne or kaise khana chahiye es baare me jaante hai..
thandi ke samay hame yah falon ka sevan karna chahiye;- hame aise fal khana chahiye jo thand ke samay hamare sharir ko garm rakh sake. jaise papita,chikoo jaise falon ka sevan adik matra me karna chahiye taki hamara sharir garm rah sake...
thand ke samay ye na khaye :-
is mosam me hame santre, amrood, angoor, baajaar me adik matra me milte hai. hamen nahi khane chahiye agar ham ise khana bhi chahe to bahot kam matra me is kha sakte hai.
garmiyon me koun se falon ko khaye:-
gamiyon me har falon ka sevan kana chahiye. garmiyon me pasina jyada nikal ta hai.hamare sharir me paani ki kami hoti hai. is samay hame rasile fal khane chahiye.
jaise watermelon, banana juice ,mosambi, jaise falon ka juice pina faydemand hota hai.
kab khayn:- subha khali pet falon ka sevan adik laabh dayak hota hai.
khana khane ke baad hame fal jaror khane chahiye.aisa karne se hamra sharir tandrust or paachan bhi thik raheta hai.
ham agar daaiting kar rahe hai to bhojan ki jagah ham falon ko ad karne se hamare sharir me fait nahi hoga.
Comments
Post a Comment