big man

baalon ki samasya:-

              duniyan me baalon ki samasya sub se zyada logo me dekhi jati hai. ek sarwe
me me pata chala hai. ki es samasya se log
sab se zyada pidit hai.

                 baalon ka jhadna, baal na badna ,
baal safed hona, ganjapan, aadi baalon ki
davaiyon me hajaro rupay laga deten hai.
bade - bade doctor ko dikha dete hai. lekin
es me koi fark nahi padta.   
   
               internet ka jamana chal raha hai.
koi kahta hai,  baalon me pyaj laga lo
ganjapan dur ho jayega. to koi kaheta hai
kalounji ka tel lagao fayede mand hota hai
log tarh- tarh ki jankari net pe batate hai.
kai log to isay follow bhi karte hai. or wahi
jante honge is ka fayeda kitna hota hai.
log har mumkin koshish karte hai. tarah- tarah ke nuske ajmaten hai. kai log to nuske
ajma ke haar jate hai or fir use apne haal par chhod dete hai.

            kam umra me baal girna./
had to tab ho jati hai jab kisi ka baal kam umra me girne lagta hai. or wo ganjepan ka shikar ho jate hai.

         tips.....  shayad kisi ko is tips se fayda ho jaye ham jo bataen ge is me gire baal wapas to nahi aaynge. par ho sakta hai baalon ka jhadna band ho jaye..
ham aap ko kuchh khane ya lagane ki dawa
 nahi bataenge. swasth baalo ke liye yah 
kare . tanav me na rahen. jo insan tanav me hota hai unke baal aksar jhadne lagte hai.
hame hamesa khosh rahena chahiye.

             sharir me haarmon ki kami na hone nade. ek hi kampani ke sabun tel lagane chahiye. baar- baar nahi badlne chahiye.
khane or sone ka niyam banaye. adhik der
tak na jagen.
            
           aaj ke yug me ganjepan se chotkara pana mamuli baat hai baajar me is ke anek
upay hai. aap paise anusar transplant, kar
sakte hai. ya fir aap peching bhi karwa saktehai.

Comments

Popular posts from this blog

haldi_hai_healthi

https://business ideas