dipawali_tyohaar
dipawali... aate logo me utsah khusi dekane ko milti hai dipawali deepon ka tyohaar hai is din dipak se har ghar jagmagane lagta hah. vigyapan- in dino kai kampani apne product ko bachne me lagi hoti hai. chahe wo vigyapan ho ya fir discount . logo apni taraf khich hi leti hai. bollywood- yah wo samay hai jahan har bada actor apni filmen release karna chahta hai . ta ki dipawali ka fayeda utha saken... jewellery- dipawali aate hi sona chandi apni chamak dikha dete hai. dipawali ke din inhe kharidna shubh mana jata hai.. mithaiyan_ tarah tarah ki mithaiyan banate hai or ek dusare ko baatten hai. or padake todten hai . ghar me rangoli banate hai...